phir kyun samajhna mushkil ho jaata hai .
khud hi ko bhool jata hun main
phir kyun khudgarz ho jata hun main
teri aahat se kitna badal jaata hun main
phir kyun badlaw se darta hun main
tujh mein khud ko dekhta hun main
phir ... khud kahan kho jaata hun main ....
